main meel ka patthar nahi hun
simat jaaunga jo raahon me
main ek musaphir hun
jo aage badhta jaaunga chodkar apne nisaan
un pattharon ki chaaon me.
main aag ke dariya ko paar kar sakta hun
bhanwar me phansi jarjar kasti nikal sakta hun.
hai hawaon ka rukh badalne ka sahash mujhme
main insan aur insaaniyat se pyar karta hun.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें